Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaal (1952)
HomeJaal (1952)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura achchhe nahin ye ishaare pedon tale chhup chhupa ke aao na do baaten kar len nazron se nazren mila ke din hain pyaar ke mauj bahaar ke din hain pyaar ke mauj bahaar ke dekho bhole bhaale jee ko tarsaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura dil aa gaya hai to pyaare badnaam hone ka dar kya ishq aur wafaa ke gali mein duniyaa ke ghum ka guzar kya din hain pyaar ke mauj bahaar ke din hain pyaar ke mauj bahaar ke dekho bhole bhaale jee ko tarsaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura din hain pyaar ke mauj bahaar ke din hain pyaar ke mauj bahaar ke dekho bhole bhaale jee ko tarsaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura
de bhi chuke hum dil nazraana dil ka de bhi chuke hum dil nazraana dil ka are chhodo bhi chhodo bhi ye raag puraana dil ka chhodo bhi ye raag puraana dil ka ek nazar mein haar chuke hain dil ko achchhaa ek nazar mein haar chuke hain dil ko teri addaa pe waar chuke hain dil ko hmm hmm mushkil hai ab laut ke aana dil ka jaa jaa jaa chhodo bhi ye raag puraana dil ka munh dhole o jaal bichhaane waale munh dhole o jaal bichhaane waale hum nahin inn baaton mein aane waale khel hai ye jaana pehchaana dil ka areee de bhi chuke hum dil nazraana dil ka chheen ke dil aashique ka mukarne waale achchhaa chheen ke dil aashique ka mukarne waale hmm hmm are mar jaayenge tujh par marne waale haaye chhod bhi de zaalim tadpaana dil ka jaa jaa chhodo bhi ye raag puraana dil ka daali daali phirte hain harjaai daali daali phirte hain harjaai lobhi bhanwaron ne kab preet nibhaayi yun hi sab karten hain bahaana dil ka haaye de bhi chuke hum dil nazraana dil ka yun hi sab karten hain
ha ha ha haa haha ha ha ha haa ha ha ha haa haha ha ha ha haa ha ha ha haa haha ha ha ha haaa kaisi yeh jaagi agan lagi hai dil mein lagan seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan door kahin ek taara karta hai yeh ishaara door kahin ek taara karta hai yeh ishaara jeet hai aaj usi ki jisne sab kuchh haara seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan kaisi yeh jaagi agan door nagariya teri rasta hai anjaana door nagariya teri rasta hai anjaana raah mein milne waale raah mein chhod na jaana seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan kaisi yeh jaagi agan tod ke naate saare chali hoon unke dwaare tod ke naate saare chali hoon unke dwaare ghar aangan se kahiyo ab na mujhe pukaare seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan lagi hai dil mein lagan seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan kaisi yeh jaagi agan
pighla hai sonaaa pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmm pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm khaamoshi kuchh bol rahi hai bhed anokhe khol rahi hai pankh pakheru soch mein gum hai ped khaden hain sir jhukaaye pighla hai sonaaa pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm dhundale dhundale mast nazaare udate baadal udate dhaare chupke nazar se jaane yeh kisne rang rangile khel rachaaye pighla hai sonaaa pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm koi bhi uska raaz na jaane ek haqeeqat laakh fasaane ek hi jalwa shaam sabere bhes badal kar saamne aaye pighla hai sonaaa pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmmmm pighla hai sonaaa pighla hai sonaaa
ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan aati hai sadaa teriii toote huye taaron se aahat teri sunti hoon khaamosh nazaron se bheegi hawaa udi ghata kehti hai teri kahani tere liye bechain hai sholon mein lipti jawaani seene mein bal kha raha hai dhuwan sunn ja dil ki daastaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan lehron ke labon par hain khoye huye afsaane gulzaar ummeedon ke sab ho gaye veerane tera pata paaun kahaan soone hain saare thikane jaane kahaan gum ho gaye jaa ke wo agle zamaane barbaad hai aarzoo ka jahaan sunn ja dil ki daastaan sunn ja dil ki daastaan
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ye raat ye chaandani phir kahan sun jaa dil ki daastaan ye raat ye chaandani phir kahan sun jaa dil ki daastaan hm hm hm hm hm hm hey pedon ki shaakhon pe pedon ki shaakhon pe soyi soyi chaandani pedon ki shaakhon pe tere khayalon mein khoi khoi chaandani aur thodi der mein thak ke laut jaayegi raat ye bahar ki phir kabhi na aayegi do ek pal aur hai ye samaa sun jaa dil ki daastaan hm hm hm hm hm hm heyy lehron ke hothon pe lehron ke hothon pe dheema dheema raag hai lehron ke hothon pe bheegi hawaon mein thandi thandi aag hai iss haseen aag mein tu bhi jal ke dekhle zindagi ke geet ki dhun badal ke dekhle khulne de ab dhadkanon ki zubaan sun jaa dil ki daastaan heyyy jaati baharen hain jaati baharen hain uthati jawaniyaan jaati baharen hain taaron ki chhaanv mein kehale kahaniyaan ek baar chal diye gar tujhe pukaar ke laut kar na aanyenge kafile bahaar ke ek baar chal diye gar tujhe pukaar ke laut kar na aanyenge kafile bahaar ke aaja
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chori Chori Meri Gali Jaal (1952) 03:58 13387
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:58   Song Number : 13387   

De Bhi Chuke Hum Dil Jaal (1952) 03:19 13388
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Duration : 03:19   Song Number : 13388   

Kaisi Yeh Jaagi Agan Jaal (1952) 05:41 40129
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 05:41   Song Number : 40129   

Pighla Hai Sona Jaal (1952) 03:51 12366
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:51   Song Number : 12366   

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Duet) Jaal (1952) 03:46 13389
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Raag- 
Kafi
Duration : 03:46   Song Number : 13389   

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Male) Jaal (1952) 04:56 12082
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:56   Song Number : 12082